Bohat Hi Maan Hai Tum Per

PoetMohsin Shaikh Submitted byMohsin Shaikh
Text size

Bohat Hi Maan Hai Tum Per
Suno Pass_E_Wafa Rakhna

Sabhi Se Tum Milo Lekin
Zara Sa Fasla Rakhna

Bicharna B To Parta Hai
Zara Tum Honsla Rakhna

Woh Sarey Wasl K Lamha
Tum Aankhon Mai Saja Rakhna

Abhi Imkan Baqi Hai
Abi Lab Pe Dua Rakhna
 
Bohat NAYAB Hain Dekho
Hamen Sab Se Juda Rakhna

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied