Add Poetry

Aik Roz

Poet: Asma Khan By: Asma Khan,

Phoolon Ki Tarah Khooshbo Mein Basi Hoi
Samna Kharee The Woh Barish Mein Bheegi Hoi

Mein Ne Kaha Kahan Se Ayi Ho.....?
Kapkapata Hoe Kaha Door Gaon Se Ayi Hoon

Sub Kuch Baha Legaya Toofan Apne Sath
Na Ghar, Na Saya Sir Pe Andhi Apne Sath

Mein Samjhi Majbooro Bekus Hai Bechari
Halat Ki Satai Hoi Sitamgar Bechari

Bolalia Ghar Mein Phir Jalaya Diya
Kapra Diya, Khana Diya, Aur Bistar Bhi Diya

Subah Jo Uthi To 'Na' Mojood The Woh
Meri Kheemti Cheezon Ke Sath Gaib The Woh

Idhar Udhar Dekha Na Meli Wo Chor
Toba Kiya Ab Na Asra Dongi Kesi Ko Kesi Roz
 

Rate it:
Views: 454
03 Jul, 2011
Related Tags on Life Poetry
Load More Tags
More Life Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets