Apni Yaden, Apni Batain

Poet Submitted byRabia Ali
Text size

Apni Yaden, Apni Batain Lay Ker Jana Bhool Gaya
Janay Wala Jaldi Main Tha Mil Ker Jana Bhool Gaya

Mur, Murr Ker Dekha Tha Usnay Jatay Rastay Main
Jesay Usnay Kehna Tha Kuch Jo Wo Kehna Bhol Gaya

Waqt-E-Rukhsat Meri Ankhain Ponch Raha Tha Anchal Se
Usko Gham Tha Itna Ziyadah Khud Wo Roona Bhool Gaya

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied