Add Poetry

Baharo Ki Tammna

Poet: zaman farooqi By: zaman farooqi, karachi

Baharo Ki Tammna Ab Kaha Iss Dil May
Yay Sokhay Pato Ki Tarha Dil Ujhar Raha Hay

Kabhi Pholo Se Zindagi Thi Iss Dil Ki
Ab Tanhai Ka Zehar Bikhar Raha Hay

Wo Jo Apnay Kabhi Meray Apnay Thay
Jin K Sang Daikhain Zindagi K Sapnay Thay

Kia Aas Umeed Lagata Un Say Wafa Ki
Wo Khud Bewafai K Shehr May Bastain Thay

Bazar-A-Ulfat May Husn Mehnga Bik Raha Tha
Har Koi Aala Say Aala Larkia Chun Raha Tha

Kia Khail Muhabat Say Khaila Ja Raha Tha
Farooqi Ko Muhabat K Jum May Soli Par Dhaikla Ja Raha Tha

Rate it:
Views: 374
18 Nov, 2011
Related Tags on Sad Poetry
Load More Tags
More Sad Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets