Chal Insha Apne Gaon Main

Poet Submitted byAsif
Text size

Yanha Uljhey Uljhey Roop Buhat
Per Asli Kam Behroop Buhat
 
U Pair Key Neeche Kya Rukna
Jahan Sayya Kam Aur Doop Buhat

Chal Insha Apne Gaon Main
Bethen Gaye Sukh Ki Chaon Main

Q Teri Aankh Sawali Hai
Yanha Her Ik Baat Nirali Hai

Es Dais Basera Mat Kerna
Yanha Muflis Hona Gaali Hai

Chal Insha Apne Gaon Main
Jahan Sache Rishte Yaron Key

Jahan Jjharney Komal Surr Waley
Jahan Saaz Bajhen Bin Taaron Key
Chal Insha Apne Gaon Main

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied