Add Poetry

Dard Dil

Poet: abdul hameed By: abdul hameed, kohat

Main Jab Soachta Hon Doob Jata Hon
Aati Hay Awaz Apna Hi Khon Bahata Hon

Esa B Kabhi Hota Hay Koyi Apna Khon Bahata Hay
Han Jab Kabhi Koyi Qudrat Ka Mazaq Urata Hay

Din Ka Ujala Char Soo Phela Ho
Andha Phir B Kuwen Mein Gir Jata Hay

Aay Watan Tira Naam Aur Tu Kitna Piyara Hay
Fakhre Muslim Hay Tu Janat Ka Nazara Hay

Sharminda Hon Khud Dha Ker Tujh Per Mazalim
Badle Apne Mehboo K Gher Ko Tiri Gardan Par Sawara Hay

Jise Main Ne Kuch Na Samajh Kr Chor Diya
Ek Laghzish Se Uski Aasman Ne Khun Ka Fawara Utara Hay

Kia Beeta Uhud Walon Per Zara Tu Soach
Kahan Hay Wo Dard E Dil Is Mein Kitna Bara Ishara Hay

Jis Ki Majlis Mein Pasti E Awaz Hay Lazim
Falak Sakit Dast Drazi Ka Dardnak Kia Nazara Hay

Badbakhti Tiri Sab Hay Yahi Hameed
Apni Gul Bootiun Ko Chor Kar Jangle Hi Gawara Hay

 

Rate it:
Views: 502
14 Aug, 2013
Related Tags on Sad Poetry
Load More Tags
More Sad Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets