Dard Poetry & Best Dard Bhari Shayari in Urdu

Dard Poetry is best way to express your words and emotion. Check out the amazing collection of express your feeling in words. This section is based on a huge data of all the latest Dard Shayari that can be dedicated to your family, friends and love ones. Convey the inner feelings of heart with this world’s largest Dard Shayari compilation that offers an individual to show the sentiments through words.
Dard Shayari Images
Ya Khud Ko Kho Denay Ka
Tanha Reh Janay Ka
Khud Ko Haar Denay Ka
Chahat Haar Denay Ka
Aankhain Khuab Dekhti Hain
Bichray Huye Lamhon Ka
Kisi Raastay Per Mil Janay Ka
Zakhmon Kay Sil Janey Ka
Zamanay Kay Guzer Janay Ka
Khuab Kay Hasil Ki Haqeeqat Ka
Haqeeqat Ka Khuwab Main Tehleel Honay Ka
Bikhray Khuabon Ki Takmeel Ka
Tum To Khud Ik Khuwab Ho
Husn Ka, Jawani Ka
Ik Dard Bhari Kahani Ka
Sb K Sb Ansun Nahi Hote Dikane K Liye
Umar Tanha Kaat Di Wada Nibhane K Liye
Ehad Bandha Tha Kisi Ne Azamane K Liye
Kuch Diye Diwar Pr Rakhe Hain Waqt-E-Intazar
Kuch Diye Laya Hun Palkun P Sajane K Liye
Log Zer-E-Khak B To Doob Jate Hain Wasiq
Ek Samandar Hi Nahi Hai Doob Jane K Liye
Wo Bazahir Mila To Tha Ek Lamhe Ko Magr
Umar Sari Chahiye Us Ko Bhulane K Liye
Koi Gham Ho,Koi Dukh Ho,Dard Koi Ho Wasiq
Muskurana Par Hi Jata Hai Zamane K Liye
Faqat Dard Ka Rishta Hai
Wo Dard
Jo Uski Judaai Main
Pulkon Per Bersaat Ki Sorat Thehra Hai.
Mun Main Aag Ki Sorat Jalta Hai
Paaon Main Paray
Aablon Ka Derd
Jo Us K Pechay Chaltay Chaltay
Meri Rooh Tak Pohanch Gya Hai
Kabhi Yeh Dard Uski Jaageer Tha
Uski Jageer Main
Uska Hath Batatay Batatay
Wo Muj Per Is Qadar Meharbaan Hoa
K
Us Nay Apni Jageer Ko
Mere Naam Ker Dia
Ab Uski Jageer Ki
Main Tanha Waris Hoon
Wo Jageer
Aah
Dard Ki Jageer
Haan Mera Us Se Rishta Hai
Us Jageer Ka Rishta
Faqat Dard Ka Rishta
Mein Luti Hoon Kaisey Meray Doston Sey Poocho
Jo Khuda Tha Meray Dil Ka Mera Dil Usi Ney Tora
Yeh Ghamo Ki Sarhadon Par Mujhey Kis Ney La Chora
Ussey Mein Ney Kitna Chaha Dharkano Sey Poocho
Mein Luta Hoon Kis Tarah Meray Doston Sey Poocho
Yeh Saza Meray Naseeb Ney Dee Meri Aashiqui Ki
Diya Jis Ko Dil Ussi Ney Meray Dil Sey Dillagi Ki
Mein Kahan Kahan Jali Hoon Meri Hasraton Sey Poocho
Mein Luti Hoon Kis Tarah Meray Doston Sey Poocho
Dard Poetry
Dard Poetry has a great ability to reveal your emotions to others. The recitation, sharing, and listening of Dard Bhari Shayari in Urdu are common among literature lovers. Different writers and poets have taken advantage of this form of poetry in their texts or verses. With the help of Sad Poetry they conveyed their message to readers.
Each one of us faces a bad period in our lives. However, the Dard Poetry in Urdu enables us to deal with all these scenarios. It is a reason that people usually share the Dard Bhari poetry from famous poets with people they love the most including friends and family members.
Here, you can view the soulful Dard Bhari shayari in Urdu. You can also express your sad emotions in other languages. You can share the Dard Bhari Shayari in Urdu, Hindi, & English. Dard Bhari poetry from renowned poets such as Wasi Shah, Mirza Ghalib, Rahat Indori, Mir Taqi Mir and other poets is available here.
Sad poetry in Urdu really touches the heart. Sometimes it’s the only way to express feelings that are too deep for words. I often read shayari by Ghalib or Faraz when I’m feeling low. Even just a couple of lines can bring so much comfort. Reading these verses also makes me feel like someone else understands what I’m going through.
- Tahira , Lahore
- Tue 28 Oct, 2025
A heartfelt collection of sad shayari in Urdu that allows readers to connect with their emotions and find solace through words.
- Bareera , Karachi
- Mon 27 Oct, 2025
An emotive selection of sad shayari in Urdu that resonates deeply with anyone going through heartache or reflection.
- Yasir , Karachi
- Thu 23 Oct, 2025








