Add Poetry

Duniya Fani Hai

Poet: Haseeb Sherwani By: Haseeb sherwani, karachi,pakistan

 Duniya Fani Hai
Is Mai Kahi Aik Kahani Hai

Is Duniya Se Itna Dil Na Lagao
Dil Itna Na Lagao K Mout Mushkil Ho Jae

Duniya To Kuch Din Ki Hai
Pr Zindagi Do Pal Ki Hai

Duniya Me Jo Krna Hai Krlo
Pr ALLAH Ko Kbhi Na Bhulo

Sukh Milen To Khush Hain
Dukh Milen To Shikwy Hain

Pehly Ki Duniya Bari Khoobsurat Thi
Namazi Kam Ebadat Ziada Thi

Duniya Me Itna Na Raho
Na Raho Itna K Achy Bury Me Fark Na Rkho

Burai Me Maza Hai Per Sukoon Nhn
Sukun-O-Maza Sirf Naiki Me Hai

Aik Din Sub Ko Is Duniya Se Jana Hai
Jana Hai To Bakhshish K Liye Kuch Ly Kr Jana Hai

Duniya Me Aik Ajeeb Si Ekta Dekhi
Murdo Ko Uthana Hai Or Zindo Ko Girana Hai

Aj Ki Duniya Ki Bt Hi Alag Hai
Pas Reh Kr Bhi Log Alag Hain

Duniya Fani Hai
Is Mai Kahi Aik Kahani Hai


 

Rate it:
Views: 5651
29 Oct, 2015
Related Tags on Life Poetry
Load More Tags
More Life Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets