Dunya Ki Haqiqat

Poetyasir qazi Submitted byyasir qazi
Text size

Na Dunya Ki Ha Khabar, Na Akhrat Ka Ha Pata
Bheja Kun Gaya Tha, Iska Bhi Nh Pata

Dunya Ki Raanaayo Main Kho Gaya Hu Aesy
Na Farz Ki Ha Khabar, Na Sunat Ka Ha Pata

Is Dunya Ki Chaal To Dheko Pyare
Na Idhar Ki Ha Khbar, Na Udhar Ka Pata

Ye Dunya Ha Ya Masaib Ka Gaar
Na Teri Khabar Na Apna Pata
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

More General Poetry

Copied