EiD Pher Se Loat I Hai

PoetHaroon ur Rasheed uDas Submitted byHaroon ur Rasheed uDas
Text size

Suna Hai EiD Pher Se Loat I Hai
Mere Zakhmo Pe Pher Namak Sa Lai Hai

Yaad Ati Hain Khushyan Us Sang Ki
Un Yaadon Main Jakarh K Pher Maarne I Hai

Log Kehte Hain EiD Hai Khushyon Ki
Par Mere Ghamon Ki Dastaan Sath Lai Hai

EiD e Qurbaan Hai Suna Ye EiD
Han Mere Pyar Ki Pher Qurbani Lene I Hai

Bus Kuch He Pal Baki Hain EiD Main Ab
Auron K Liye Khushi Mere Liye uDasi Lai Hai

Mere Bin Subhu Na Sham Thi Us Ki
Bin Guzaray Gi EiD Wah Kia Gharhi I hai

Tum Jab Milo To Meri Hoti Hai EiD HAROON
Kis Haseen Pal Yaad Teri Baat I Hai

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied