Add Poetry

Ek Thee Pagal Se Larki

Poet: Fareeha By: Fareeha, hyderabad

Ek Thee Pagal Se Larki
Rehtee Thee Ghum Apni Soachoan Main
Ek Thee Pagal Se Larki
Soachtee Kuch Thee Boltee Kuch Thee Karti Kuch Thee
Woh Larki Bhee Kitni Pagal Se Larki Se Thee
Kuch Zindagi Se Kahafa Rehtee Thee
Kuch Apnae Ap Say Kahfa Rehtee Thee
Ek Thee Pagal Se Larki Kabhi Woh Peechay Morr Kar Daikhtee Thee
Toh Usko Sawaiye Udhas Honay Kay Kuch Nahi Milta Tha
Ek Thee Pagal Se Larki
Kuch La Parwa Se Kuch Ehssasat Se Bharpur
Ek Thee Pagal Se Larki
Dil Ki Baatain Apnae Aap Say Karnae Lagte Thee
Woh Larki Kitni Pagal Se Larki Thee
Ek Thee Pagal Se Larki Thee
Woh Larki Bhee Kitni Ajeeb Thee
Kabhi Bachoan Se Harkartain Karnae Lagtee Thee
Ek Thee Pagal Se Larki.
Ae Fareeha Tu Kitni Pagal Larki Hai

Tu Woh Soachtee Hai Jo Hoo Nahi Sakta
Tu Soachtee Hai Har Insan Sukoon Say Rehay
Yeh Hoo Nahi Sakta Hai Kyun Kay Insaan Koo Sukoon Rass Nahi Ata Hai
Aey Fareeha Tu Kitni Pagal Larki Hai

Aey Fareeha Tu Nahi Janti Zindagi Kitni Mushkeel Hai
Pal Pal Haalaat Se Samjhuta Karna Parta Hai Th Nahi Janti Hai
Woh Larki Yeh Nahi Janti Har Insaan Kay Naseeb Main Sukoon Nahi Hota Hai
Ek Thee Pagal Se Larki

Rate it:
Views: 793
22 Jun, 2009
Related Tags on Life Poetry
Load More Tags
More Life Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets