Aashna Chehray Bhi Agar Anjan Lagnay Lagaiy
Toh Dunya Say Muhabat Ka Bol Uth Jaaiy Ga
Rishtoh May Bhi Haira Pheria Kartain Hay Log
Toh Rishtoh Say Aitmad Uth Jaaiy Ga
Sohgnd-A-Muhabat Ko Raqeebo K Haatoh May Na Daal
K Pholo Ka Sohgnd Say Rishta Toot Jaaiy Ga
Na Rakhna Tawaqo Abar Say Barsat Ki
Aise Bewafai May Abar Bhi Door Chala Jaaiy Ga
Jis Rastain Par Thikana-A-Dil Lagi Ho Ga
Farooqi Uss Rastain Say Door Kinara Kar Jaiay Ga