Goli Lagi Akhbar Main

PoetSleem Akas Submitted byFaizan Shahzad
Text size

Iqbal Tere Khowab Ki Tabeer Dekh Li
Ankhen Khulien To Paon Main Zanjeer Dekh Li

Beta To Kam Karne Gya Tha Greb Ka
Goli Lgi Akhbar Main Tasveer Dekh Li

Hasol Watan To Lakho Shaehedon Ka Khon Hay
Phr Rehbro Ki Shakal Main Taqder Dekh Li

Ek Jhonpri Greab Ki Banti Nahi Magar
Hakum K Bangle Mehal Ki Tameer Dekh Li

Related tags on Parveen Shakir poetry

More General Poetry

Copied