Hamd a Khuda

PoetFALAK A GHUMNAAM Submitted byrehan gaziani
Text size

 Teri Azmat Ka Charcha Hai 4 Soo
Karun Teri Bandagi Yeh Hai Meri Justujo

Too Bara Gafoor O Rahim Hai
Teri Zaat Sab Sey Azeem Hai

Main Tera Banda A Badkaar Hun
Dunya K Peechey Main To Khuwaar Hun

Kuch Aisa Kar Dey A Kareem Ab
Teri Raah Hee Main Chaloon Main Ab

Mujh Sey Apni Raza Hee K Kaam Ley
Meri Sab Balaa O Ko Taal Day

Tujhey Teri Azmatoo Ka Hai Waasta
Mola Khol Dey Falak K Liye Too Jannat Ka Rasta

Related tags on Parveen Shakir poetry

More General Poetry

Copied