Add Poetry

Har Dukh Ko Hum Tou Yun Hi Chupaya Rakhta Hain

Poet: zohra zreen By: zohra zreen, faisalabad

Dil Mein Dard, Chehra Sa Ayan Muskan Hote Ha
Har Dukh Ko Hum Tou Yun Hi Chupaya Rakhta Hain

Har Baar Dukh Ko Akhri Karwa Ghont Samaj Kr Pee Jata Hain
Zindagi Guzarana Ka Shyad Yahi Sabab Banaya Rakhta Hain

Auroon Mein Betha Hasta Rehna Apna Mamool Ha
Khushyion Ka Ik Jahan Esa Hi Basaya Rakhta Hain

Kisi Ko Apna Zakham Dikha Kar,Naya Dard Mat Lena
Log Tou You Hi Mazaq Banay Rakhta Hain

Insanoon Sa Apniyat Ka Apna Tou Yahi Tujarba Ha
Dilon Mein Nafrat Lakin Baton Sa Pyar Ka Jam Pilaya Rakhta Hain

Lakin Tum Na Bi Suna Hoga K Fitrat Nahi Badalti
Hum Esi Liya Tou Har Baar Auroon Pa Aitbaar Banaya Rakhta Hain

Zreen Bas Kar Sachi Karwi Baatin Kehna
Warnla Log Tumhe Mozoya-E-Tanqeed Banaya Rakhta Hain

Rate it:
Views: 1087
13 Dec, 2012
Related Tags on Sad Poetry
Load More Tags
More Sad Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets