Hijar Ki Raat Bri Lazwal Guzri Thi

Poet: Zeeshan By: Shanzee, karachi

Hijar Ki Raat Bri Lazwal Guzri Thi
Phir Aik Aik Garhi Ak Saal Guzri Thi

Tun Pe Kafan Mere Zuban Pe Tha Naam Us Ka
Kaha Jab Ksi Ne K Ik Doli Kamal Guzri Thi

Pelaei Zehar Hamen Mout Ke Garz Se Us Ne
Phr Us Ke Har Garhi Be Mesaal Guzri Thi

Mere Marne Pe Chaloo Us Ne Tabssam To Kia
Warna Har Sauat Us Pe Malaal Guzri Thi

Ab To Aadat He Baba Loo Meh Kaday Ke NUMAN
Kiun Ka Har Raat Tere Un Se Visaal Guzri Thi

Rate it:
Views: 3250
05 Oct, 2010