Add Poetry

Ho Sakey To Sath Chalo

Poet: faiz kaleem jawad By: faiz kaleem jawad, dajal =d g khan

Anjaney Hain Mohabet K Raastey Ho Sakey To Sath Chalo
Bhatak Na Jaown Main Kahien Tham K Mera Hath Sath Chalo

Ye Qismat Ki Thokrien Ye Zamany Ki Nafratien Asan Nhi Sehna
Ye Sab Takleefien Mery Sath Ager Bant Sako To Sath Chalo

Nhi Hy Ab Koi Mera Apna Is Jahan E Fani Mein
Kesy Katey Ga Ye Tanha Safer Ho Sakey To Sath Chalo

Mana K Tery Mery Dermiyan Hy Sadiyon Ka Fasla
Umer Bher K Liye Na Sahi Lamha Bher To Sath Chalo

Log Kehtey Hain K Ab Too Mera Nhi Raha Hy Mager
On Ko Dikhaney K Liye Hi Sahi Thordi Door Sath Chalo

Na Janey Kyon Mujhy Ab Teri Kami Mehsoos Hoti Hy
Shayd Main Ne Jan Liya On Ko Jo Kehty They Faiz Sath Chalo

Rate it:
Views: 718
01 Mar, 2012
Related Tags on Sad Poetry
Load More Tags
More Sad Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets