Humko Maloom Hai Jaana!

PoetPaaris Sohail Submitted byPaaris Sohail
Text size

Humko Maloom Hai Jaana!
Humain Tum Bhoole Huye Ho
Abhi Yaad Nahi Tumko
Tumhari Yaadon Mein Nahi Hain Hum
Tumhari Baaton Mein Nahi Hain Hum
Subha K Ujaalon Mein Aur
Tumhari Raaton Mein Nahi Hain Hum

Magar Jaana!
Ik Din Tumko
Bohat Yaad Aayen Gye
Bara Hi Staayen Gye
Tum Dhoondho Gi Humko Chaar Su
Magar Kahin Nazar Na Aayen Gye

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied