Ik Faqt Bab_E_Ulfat Na Kisi Ko Perha Sakey
Baqi To Ham Sub Ko Her Jaam Pila Chukey
Her Koi Chahta Hey Hamarey Hath Zeher Peena
Jin Ko Bulana Chaha Wohi Na Ghar Aa Sakey
Ati Hoshyari To Khail Khaltey Bohut Sey
Apni Hi Paheli Ko Na Ham Khabi Suljha Sakey
Zehr_E_Muhabat,Zehr_E_Qatil Hum Kehlatey Rahey
Zindagi Sey Hi Ghor Undharey Na Hata Sakey
Punghaton,Absharon,Nadyon Ko Shor Machatey Suna
Jawar Bhaton Key Shor Ko Na Ham Daba Sakey
Zakhm_E_Dil Aur Zakhm_E_Jiger Khuch Asey Miltey Jultey Hain
Durd_E_Dil Ko Apney Hi Na Ham Daba Sakey