Is Shehar Mein Rehtay Hain Sab

PoetAyub Dilber Submitted byAyub Dilber
Text size

Is Shehar Mein Rehtay Hain Sab Pathar Ke Log
Darde Jigar Janein Gay Kab Pathar Ke Log

Pathar Hi Barsana Hai In Ka Mashgala
Khak Janein Gay Karab Pathar Kay Log

Dil Pathar,Pathar Makeen Aur Ghar Pathar
Pathar Hasi,Pathar Kay Lab Pathar Kay Log
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

More General Poetry

Copied