Izhar E Muhabbat
Poet: Afzaal Shahid By: Afzaal Shahid, arif walaTujhay Izhar-E-Mohabbat Say Agar Nafrat Hai Tu Nay Hontoo Ko Larznay Say Too Roka Hota Bay Niazi Say, Magar Kanptey Awaz K Sath Tu Nay Gabhra K Mera Naam Na Pocha Hota Younhi Be Wajha Bhataknay Ki Zarorat Kiya Thi Dam-E-Rukhsat Mai, Agar Yaad Na Aaya Hota Hosla Tujh Ko Na Tha Mujh Say Juda Honay Ka Warna Kajol Teri Ankhon Ka Na Phela Hota Tujhay Izhar-E-Mohabbat Say Agar Nafrat Hai Tu Nay Hontoo Ko Larznay Say Too Roka Hota, Meri Har Aik Shab Taza Azab Main Guzree Tumharay Baadh Tumharay He Khawab Main Guzri Main Aik Phool Thi Jisay Woh Rakh Ker Bhool Gaya Phir Tamam Umr Usee Ke Kitab Main Guzri