Jana Ik Ahsan Kr Do Meri Ghazlon Mere Ashaar Main Se
Kuch Moti Chunn Lo Phir Ishq K Fsanay Ka Kuch Unwan Kr Do
Mila Do Khaak Main Apne Shehr Ki Ajnabi Ko
Sirf Itni C Wafa Se Ahl-E-Wafa Ko Hairan Kr Do
Jana Ik Ahsan Kr Do
Ilzam Do Aesa K Rooh Bhi Balbla Uthay
Tarpao Aese K Ibratt Ka Nishan Kr Do
Is Se Pehle K Shehr Bhr Ki Tohmtain Hon Hasil Jan-E-Jaaan
Kro Kuch Aesa K Jiam Ko Be Jaan Kr Do
Jana Ik Ahsan Kr Do
Jana Ik Ahsan Kr Do