Jana Jana

Poet: Faraz Ahmed Faraz By: Iqbal Swati, karachi

Ab Ke Tajded E Wafa Ka Nahi Imkan Jana
Yaad Kia Tujhko Dilaen Tera Peman Jana

Dekh Ke Younhi Mosam Ki Adda Yad Aya
Kis Qadar Jald Badal Jate Hen Insan Jana

Ab Shayd Hi Tera Zikar Sar E Ghazal Aye
Aur Se Aur Howe Dard Ke Unwan  Jana

Rate it:
Views: 4746
16 Oct, 2008