Jo' Na Hussan Se Ki Thi Kbi GroOr Ki Baat

PoetHasrat Mohani Submitted byjunaid Ellahi
Text size

J0' Na Hussan Se Ki Thi Kbi Groor Ki Baat
So ! Aaj Tak Hy Muje Yaad Huzoor Ki Baat,

Ba'dair Ja Kar H0' Khtam Sil'sila Iska,
Chali J0' Khara'baat Me Sroor Ki Baat

Misaj E Yaar Makdar Adad Se Kyun H0ta..?
Zroor K0i Na K0i H0wi ! Fatoor Ki Baat

Mai Dil Ki Aankh Se Dekhun ! Na Chshm E Sar Se Unhen
Keh Phir Na Pesh E Nazr H0' Vo K0h E Toor Ki Baat

Na Puchye ! Keh H0wi Hussan Ki Ajab Haalat
Suni J0' Pehly Pehal Ishq E Na'suboor Ki Baat

Mily Bi Woh ! To Groor E Jamaal Ne Na Suni
Zuban E Dil Se ! Tmana E Be'sha'oor Ki Baat

Wo Be'sabab Hain Khafa Mujh Se, Kya Kahun 'Hasrat
Mujhy T0' Yaad Nhe Hy K0i Qusoor Ki Baat

Related tags on Parveen Shakir poetry

More General Poetry

Copied