Kaash

Poet: Sidra By: Sidra, Karachi

Kaash K Aisa Hota K Aisa Naa Hota
Kaash In Aankho Me Tumhari Yaad Ka Kajal Naa Hota
Kaash Meri Baato Me Tumhari Yaad Ka Zikar Naa Hota
Kaash K Aisa Hota K Aisa Naa Hota
Kaash Ye Bharosa Naa Hota,Ye Dil Khaamosh Naa Hota
Kaash Ye Sooch Naa Hoti,Ye Ilteja Naa Hoti
Kaash K Aisa Hota K Aisa Naa Hota
Kaash In Kaanto Bharay Raasty Say Guzar Naa Hota
Kash Ye Surgoshiya Naa Hoti,Geeto Ka Manzar Naa Hota
Kash K Aisa Hota K Aisa Naa Hota

Rate it:
Views: 625
24 Mar, 2015