Kabi Abaad Karta Tha

Poet: Usman By: Usman, Sialkot

Kabi Abaad Karta Tha Kabi Barbaad Karta Tha
Sitam Har Roz Woh Ik Naya Ijaad Karta Tha

Zamana Ho Gaya Lekin Woh Khabar Leny Nahi Aaya
Jo Panchi Roz Mere Naam Par Azaad Karta Tha

Rate it:
Views: 824
03 Aug, 2009
More Sad Poetry