Khata To Ho He Jati Hai
Poet: Qurban Murtaza Labir By: Qarban Murtaza, Tobatek SinghKhata To Ho He Jati Hai
 Kisi Sorat, Kisi Lamhy
 Khata To Ho He Jati Hai
 Ma Houn Ap Ka Mujrim
 Kisi K Ap Ujrim Hain
 Bhala Socho, Bhal Samjho
 Kisi Kobadua Dana
 Kisi Ko Youn Bhula Dana
 Kia Takleef Data Hai?
 Hamai Kia Adawat Hai?
 Muhabbat Sy Baghawat Hai
 Nafrat Aam Bikti Hai
 Subah Sy Sham Bikti Hai
 Faqat Ik Bar Tum Keh Do
 Keh Ik Insaf Krty Hain
 Tumhen Hum Mauf Krty Hain
 Our Ayenda Kbhi Labir
 Hamary Rah Ma Mut Ana
 Hum Krty Hain Ik Wahda
 Tumahary Dil K Aungun Ma
 Na Rakhen Gy Qadam Humdum
 Our Na He Pass Bahatken Gy
 Phir Zindagi Jabar Ho Gee
 Ik Taza Qabar Ho Gee
 Jis Per Phool Bikhren Gy
 Us Taza Imarat Per 
 Ik Ktbah Para Ho Ga
 Jis Pa Baat Ye Ho Gee
 Khata Itni Bdi Na The
 Jitni Kul Saza Di Gai
 Khata To Ho He Jati Hai
 Kisi Soorat, Kisi Lamhy
 Khata To Ho He Jati Hai






