Khuwab Ban K

Poet: By: Syed Ayyaz Mustafa, karachi

Ek Pal Ka Hisa Ban K Aatay Ho Tum
Dosra Hi Pal Khuwab Ban K Urh Jate Ho Tum

Jantay Ho K Dar Lagta Hai Tanhai Sa Mujha
Phir Bi Bar Bar Tanha Chor Jatay Ho Tum

Rate it:
Views: 340
30 Jun, 2011
More Sad Poetry