Kitne Parvane Jale

PoetFaraz Submitted byMinhal
Text size

Kitne Parvane Jale Raaz Ye Pane Ke Liye
Shamma Jalne Ke Liye Hai Ya Jalane Ke Liye

Ronewale Tujhe Rone Ka Saliqa Bhi Nahi
Ashq Pine Ke Liye Hai Ya Bahane Ke Liye

Aaj Keh Dunga Shab-E-Gum Ki Shararat Unse
Roz Aa Jati Hai Kambaqt Satane Ke Liye

Humko Maloom Tha Aap Ayenge Mere Ghar Lekin
Khud Chala Aya Hoon Yaad Dilane K Liye

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied