Main Ne Ulfat Ke Taqazon Ko Nibhaya Aksar.
Text size
Main Ne Ulfat Ke Taqazon Ko Nibhaya Aksar
Us Logon Ne Mera Dard Barhaya Aksar
Main Ne Tutay Howe Logon Ko Uthaya Aksar
Aur Logon Ne Sar_E_Raah Giraya Aksar
Main Me Chahat Ka Zamane Mein Tamasha Na Kiya
Apnay Dhaltay Hue Ashkon Ko Chupaya Aksar
Youn Tere Tark_E_Taluk Se Shikayat Kaisi
Chhor Deta Hai Mera Saath Bhi Saaya Aksar