Woh Door Se Mohabat Dikha Rehy Hain
Aur Pass Aane Se Katra Rehy Hain
Roz Jata Hoon Umeed-E-Visaal Ley Kar
Ke Shahid Aaj Woh Ghar Ko Aa Rehy Hain
Teri Gali Se Hamain Guzarta Dekh Kar
Loog Samajtey Hain Hum Manasik-Haaj Kar Adaa Rehy Hain
Mehfilon Mein Tanhai Tanhaiyon Mein Mehfilaein Hain
Jab Se Woh Bez-E-Dil Ko Saja Rehy Hain
Ho Gee Na Ab Barsat Un Ke Nenoon Per
K Gam Un K Hum Dil Mein Chupaa Rehy Hain
Aai Gee Woh Zaroor Mujhe Lene Adil
K Hum Odaasi Se Apni Door Hotey Ja Rehy Hain