Maut Shayari
Poet: MEHNAZ SHOUKAT ALI By: MEHNAZ, KarachiMiti Se Bana Tha Mitti Mai Chala Jaonga
Rota Howa Aya Tha Rota Hi Chala Jaonga
Na Laya Tha Kuch Na Kuch Lay Jaonga
Bas Ek Safaad Kafaan Mai Lipta Dafaan Hojaonga
Khushiya Thi Sab K Chahre Per Jab Aya Tha
Laut Kar Gaya Tu Ansoo Ka Dariya Chor Gaya Tha
Khabhi Zindagi Ne Baap Saya Chin Liya Tha
Tu Khabhi Maa Ki Mamta Se Mehroom Hogaya
Chik O Pukaar Har Jaga Thi
Maiyat Per Meri Phoolo Ki Chadaar Bichi Thi
Main Duniya Roopey Paise Main Juta Rahta Tha
Amir Banne K Sapne Roz Bonta Rahta Tha
Khabhi Dosto Ko Piche Karne Ki Sochta
Tu Khabhi Dushmano Ko Haarne Mai Lagjata
Ajj Khufe Khuda Dil Mai Jhaga Hai Mere
Jhute Bolne Per Mutmayin Nahi Hai Dil Aur Rooh Mere
Ajj Meri Bahen Mere Aziz Layte Hai Kafan Mai Lipaat Kar
Ajj Inki Tu Kal Hum Mai Se Kisi Ki Bhi Hogi Baari Yeh Yaad Kar
Rab Ki Ibbat Mai Hamesha Rahna Pasand
Tak Jannat K Darwaaze Na Hojaye Band
Akhiri Saans Tak Rab Ka Naam Dil Se Pukaarna Mehnaz
Hisaab O Kitab Hoga Rab K Pass Aur Jannat Mai Jane Ki Rakhna Tum Aas
کس بات کی آخر جلدی ہے کس بات کا پھر یہ رونا ہے
دنیا کے مصائب جھیلنے کو مالک نے بنایا ہے جیون
آرام بھلا پھر کاہے کا پھر کاہے یہ سونا ہے
بے مقصد جینا کہتے ہیں حیوان کے جیسا جینے کو
انساں کے لیے تو یہ جیون یارو پر خار بچھونا ہے
دشوار سہی رستہ لیکن چلنا ہے ہمیں منزل کی طرف
منزل کی طلب میں عاکفؔ جی کچھ پانا ہے کچھ کھونا ہے






