Add Poetry

Meri zindagi

Poet: Shivkum@r Mitt@l '' Shiv@ " By: Shivkum@r Mitt@l, Domariyaganj

Udash Aur Nirash
Kaishi Zindagi Hai Mere Paas
Kabhi Sochta Hu Ye Karloon Kabhi Sochta Hoon Ki Ho Jata Khash.
Kaisi Zindagi Hai Mere Paas

Mera Dil Bhi Nahi Ye Maane
Bunta Hai Tane Bane
Bachpan Ke Wo Yarane Kho Gaye Kanha Rab Jane
Zinda Hun Milne Ki Lekar Aas
Kaisi Zindagi Hai Mere Paas

Hum Pyar Unse Karte Hai
Wo Ehsaas Nahi Karte Hai
Hum Unki Yaad Me
Din Raat Rote Rehte Hai
Wo Hamare Aansuo Se
Bujhate Hai Apni Pyas
Kaisi Zindagi Hai Mere Paas

Mai Yahi Chahta Hu
Mai Yahi Sochta Hu
Unko Bhi Ho Jaye
Mere Pyar Ka Ehsash
Kaisi Zindagi Hai Mere Paash

Usne Mohhabat Ka Kiya Nahi Aagaz
Ishiliye Bhool Gaye Hum
Apna Sajosaaz
Dhire Dhire Toot Rahi Hai
Ab Meri Sansh
Kaishi Zindagi Hai Mere Paah.

Virani Si Un Raato Me
Un Khawabon Me Un Baton Me
Hashin Si Un Mulaquato Me
Na Marne Ki Rahi Aarzoo
Na Jeene Ka Raha Aash
Kaisi Zindagi Hai Mere Paas
Nirash Aur Udash
 

Rate it:
Views: 315
23 Jul, 2014
Related Tags on Life Poetry
Load More Tags
More Life Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets