Mery Jism Ka Har Azu
Poet: Minhas king By: Farasat ali, LahoreUs Bewafa Ki Talaas Hai
 Jis k Liye Meri Zindgi Udaas Hai
 Meri Dhrrkno Ko Us Ki Aas Hai
 Mery Labon Ko Us Ki Pyas Hai
 Meri Ankhon Ko Us Ki Talaash Hai
 Meri Rahon Ko Meri Bahon Ko
 Us K Laot Aany ki Aaj B Aas Hai
 Har Lamha jis Bewafa K Liye
 *Minhas*Meri Zindgi Udas Hai
 
 *Meri Meh Ko
 Aur Jaam Ko
 Meri Uljhnon ko
 Aur Araam Ko
 Meri Subho Ko
 Aur Har Shaam ko
 Usi Ki Sirf Talaash Hai
 Jis K Liye Meri Zindgi Udaas Hai
 Mery Jism Ko
 Aur Rooh Ko Bhi
 Meri Umeed Ko
 Aur Justju Ko Bhi
 Mery Aangan K Ph0ol Ko
 Aur khushbu Ko Bhi
 Usi Ki Sirf Talaash Hai
 Jis K Liye Meri Zindgi Udas Hai
 Mery Geeton Ko
 Aur Saaz Ko Bhi
 Mery Lafzon Ko
 Aur Awaaz Ko Bhi
 Mery Zaahar Ko
 Aur Raaz Ko Bhi
 Usi Ki Sirf Talaash Hai
 Jis K Liye Meri Zindgi Udas Hai
 Meri Jeet Ko
 Aur Haar Ko Bhi
 Mery Izhaar Ko
 Aur Inkaar Ko Bhi
 Mery Hasil Ko
 Aur Drkaar Ko Bhi
 Usi Ki Sirf Talaash Hai
 Jis K Liye Meri Zindgi Udas Hai
 Mujh Sy Jurri Har Cheez *Minhas*
 Us Bewafa K Liye Udaas Hai
 Wo Dunia K Liye Aam Hi Sahi
 Magr Mery Liye Bohat Khaas Hai
 Wo Paas Tha To Nikhry Nikhry Gulaab Thy
 Nigahon Mein Lakhon Haseen Khwaab Thy
 Jo Kehty Thy chhorro *Minhas*Eak Sy Bhrr Kr Hai Eak Haseen
 Usy Daikh Kr Wo Sbi Log Lajwaab Thy
 Mil Jaye Agr To Puchon pakrr K Aanchal Us Ka
 Jo Bakhshy Hyn Mujh ko Mohabt K Elawa Kis Jurm K Azaab Thy 
 Pher Kahun Main Us ko ye Qasm Apni Waps Kr 
 Aur Khuda K Liye Mujhy Es Drd Bhri Zindgi Sy Nijaat Dy*






