Nazam

Poet: Parveen Shakir By: Rizwan , Karachi

Us Nay Phool Bhejay Meri Ayadat Ko
Un Kay Labon Ki Garmi Thi
Un Kay Payar Ki Hiddat Thi
Par Dil Kheta Hai
Kuch Baat Bana Leta Hai
Ek Pal Waqt Kay
Khazany Se Chura Leta
Kash
Wo Khud A Jata

Rate it:
Views: 997
23 May, 2008
More Sad Poetry