Rab Ka Wasta

Poet: zaman farooqi By: zaman farooqi, karachi

Rab Ka Wasta Mera Pyar Mujhe Inayat Kar Doun
Ab Tanha Raha Nahi Jata Apni Razahat Wazahat Kar Doun

Aapki Chokhat Par Sar Ko Jhuka Lu Ga
Sang Apne Jisam Par Kha Lu Ga

Aur Kuch Nahi Toh Dedar Hi Kara Doun
Farooqi Ko Nai Sanso Ka Talabgar Kara Doun

Rate it:
Views: 703
19 Jun, 2012