Add Poetry

Rang Koi Lay Gia

Poet: Aamir By: Devil, karachi

Ik September Aya Tha 1984 Ka
Khirkioon Se Kahilty
Badloon K Sath Rang
A Rahay Thay Ward Mai Ain Mere Samny
Or Hawa K Saye Per
Badloon Ka Raqs Tha Jese Aik Chad Ki
Rukhsati Ka Waqt Tha
Ja Chukay Thay Dar Garm Coffee K Liey
Tund_O_Taiz Sistarien
Khush Thi Cheir Char Main
Or Phir Kabhi Kabhi
Doctaroon K Nam Per Qehqahy Bhi Uthty Thay
Ho K In Se Be Niaz Ik Shokh Naras Bhi
Guftogo Mai Mehve Thi
Jany K Kis K Sath Wo Ik Telephone Per
Zindagi K Waday Thay
Moot Tak Nibhany K Be Bhaber Thay Sab Wahan
Mosamoon K Phair Se
Mar Raha Tha Ik Shaks Janay Kitni Deer Se
Tha Khuda Bhi Dekhta
Phir Wo Kese Dekhta Us Ne Mere Dost Ko
Ik Tuhfa De Dia
Pur Sakoon Moot Ka Aasman Se Uski Ruhh
Hans Rahi Thi Naras Per
Zindagi K Wadoon Per Moot Tak Nibhanay K
Ab Bhi September Ata Hai
Barishien Bhi Hoti Hain Rang Koi Lay Gia
Rang Koi Lay Gia

Rate it:
Views: 757
24 Apr, 2008
Related Tags on Sad Poetry
Load More Tags
More Sad Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets