Sad Dukhi Poetry

PoetAdnan Khan Submitted byAdnan Khan
Text size

Tum To Bus Aik Hi Dukh Puchte Ho
Konse Duk Ki Karen Bat Zara Batlao

Mosmon Sard Hawaon Ki Maseehai Ka Dukh
Sung K Sheher Mai Khud Se Shanasai Ka Dukh
Ya
Kisi Bheegti Barsat Mai Tanhai Ka Dukh
Konse Dukh Ki Karen Bat K Dil Ka Darya

Kitni Tughyani Pe Hai Kuch B Hame Yaad Nhi
Kab Hame Chor Gaya Konse Harjaai Ka Dukh
Tum To Bus Aik Hi Dukh Puchte Ho

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied