Aziyat Ki Ratenn

PoetDj Ali Raz Submitted byDj Ali Jan
Text size

Aziyat Ki Raten Qayamat K Din Hain
Ajab Ye Tumhari Muhabat K Din Hain

Mai Jesay Bichernay Laga Hn Hr Ik Se
Najane Ye Kis Ki Rafaqat K Din Hain

Band B Hai Meray Dil Pe Zanjeer Gum Ki
Meri Jan Ye Teri Rafaqat K Din Hain

Mjhay Kaash Koi Yaqeen Ye Dila De
Meri Zindagi Me B Rahat K Din Hain

Tumhari Judai Me Garyan Gay Ghunchay
Baharo Ka Mosam Hia Wehshat K Din Hain

Meri Mano Mai Tjhko Bhool Skta Hn Kesay
K Zindagi Me Raz Ki Jo Qayamat K Din Hain

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied