✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
SaHir
Search
Add Poetry
Poetries by SaHir
کس بات کا بھلا غم کریں صباء
کس بات کا بھلا غم کریں صباء
کیوں رو کے ماتم کریں صباء
ہے سب تقدیر کا لیکھ میری جان
پھرکیوں زندگی ستم کریں صباء
Sahir Nawaz
Copy
ﮐﺴﯽ ﺑﮭﯽ ﺷﺨﺺ ﺳﮯﮔﻼ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﺮﺗﮯ,
ﮐﺴﯽ ﺑﮭﯽ ﺷﺨﺺ ﺳﮯﮔﻼ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﺮﺗﮯ
ﮐﭽﮫ ﻟﻮﮒ ﺗﻮ ﺗﻘﺪﯾﺮ ﺳﮯ ﻣﻼ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﺮﺗﮯ
ﮬﺮ ﮐﺴﯽ ﺑﺎﻍ ﮐﺎ ﻧﺼﯿﺐ ﺍﭼﮭﺎ ﻧﮩﯿﮟ ﮨﻮﺗﺎ
ﮬﺮ ﮐﺴﯽ ﮈﺍﻟﯽ ﻣﯿﮟ ﮔﻼﺏ ﮐﮭﻼ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﺮﺗﮯ
ﺗﻮ ﺧﻮﺵ ﻧﺼﯿﺐ ﮨﮯ ﮐﮯ ﺗﻮ ﭼﺎﻧﺪﻧﯽ ﮨﮯ
ﻭﺭﻧﺎ ﺳﺘﺎﺭﮮ ﺿﯿﺎ ﮐﮯ ﻟﯿﮯ ﮐﯿﺎ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﺮﺗﮯ
ﻭﮦ ﻗﯿﺲ ﻟﯿﻼ ﮬﯿﺮ ﺭﺍﻧﺠﮭﺎ ﺗﮭﮯ ﺩﯾﻮﺍﻧﮯ
ﺍﻥ ﮐﯽ ﻣﺜﺎﻟﻮﮞ ﭘﺮ ﺍﺏ ﻟﻮﮒ ﭼﻼ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﺮﺗﮯ
ﺍﺏ ﺟﺎﻧﮯ ﮐﯿﺎ ﮬﻮ ﮔﯿﺎ ﮨﮯ ﺯﻣﺎﻧﮯ ﮐﻮ ﺳﺎﺣﺮ
ﮐﮯ ﺑﯿﻤﺎﺭ ﮐﻮ ﺟﯿﻨﮯ ﮐﯽ ﺩﻋﺎ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﺮﺗﮯ
Sahir Nawaz
Copy
ﺗﻮﮞ ﻣﯿﺮﮮ ﻟﯿﮯ ﺧﻂ ﻧﮧ ﻟﮑﮭﻨﺎ ﺻﺒﺎﺀ
ﺍﺱ ﻃﺮﺡ ﻣﺪ ﮨﻮﺵ ﻧﮧ ﮐﺮﻧﺎ ﺻﺒﺎﺀ
ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﺍﺗﻨﺎ ﺑﮭﯽ ﯾﺎﺩ ﻧﮧ ﺁﻧﺎ ﺻﺒﺎﺀ
ﺗﯿﺮﺍ ﮨﯽ ﮐﺮﻭﮞ ﻣﯿﮟ ﺯﮐﺮ ﮬﺮ ﺩﻡ
ﺗﻮﮞ ﻣﯿﺮﮮ ﻟﯿﮯ ﺧﻂ ﻧﮧ ﻟﮑﮭﻨﺎ ﺻﺒﺎﺀ
ﻣﭩﺎ ﮨﯽ ﭼﮑﺎ ﮨﻮﮞ ﺗﯿﺮﺍ ﺍﺭﻣﺎﻥ ﻣﯿﮟ
ﻣﺮﮮ ﻣﺮﺟﺎﻧﮯﮐﺎﺍﺭﻣﺎﻥ ﻧﮧ ﮐﺮﻧﺎﺻﺒﺎﺀ
ﺟﻮ ﺗﯿﺮﺍ ﺩﯾﻮﻧﺎ ﺗﮭﺎ ﻭﮦ ﺍﺏ ﻧﮩﯿﮟ ﮨﮯ
ﺍﺏ ﺗﻮﮞ ﺑﮭﯽ ﭼﮩﺮﺍ ﻧﮧ ﭼﮩﭙﺎﻧﺎﺻﺒﺎﺀ
ﻭﮦ ﻣﺤﺸﺮ ﮐﮯ ﺭﻭﺯ ﮐﺮﮮ ﮔﺎ ﺳﻮﺍﻝ
ﺍﺳﯽ ﺳﻮﺍﻝ ﮐﺎ ﺟﻮﺍﺏ ﺩﯾﻨﺎ ﺻﺒﺎﺀ
ﺯﻧﺪﮔﯽ ﺷﺎﯾﺪ ﺳﺎﺣﺮ ﮐﻮ ﺭﺍﺱ ﻧﺎﺁﺋﯽ
ﮐﯿﺎﮐﮩﻮﮞ ﺗﻢ ﺳﮯ ﺑﮭﯽ ﺟﺎﻧﺎﮞ ﺻﺒﺎﺀ
Sahir Nawaz
Copy
Koi Insaan Nazar Nahi Aata ?
Koi Insan Nazar Nahi Ata ?
Sara Shehr Awan Lagta Hai
Is Liye Bhi K0i Kise Se Nhi Milta'
Kaun K Adam Kho0r Insan Lagta Hai'
Janay Kb Kis Ko N0och Kar Kah Jiye'
Is Dor Ka Mujhko Aisa Insan Lagta Hai
Sahir Nawaz
Copy
Jigar Ko Zakham Naya Chahiye
Dard Ky Ilawa Ab Kiya Chahiye
Jigar Ko Zakham Naya Chahiye
Main Nahi Chahta Kuch Aur Ap Say
Bas Ap Say Salam Dua Chahiye
Madam Apka Husan Lajawab Hai
Aur Khuda Say Apko Kiya Chahiye
Aik Negaha Hum Fakeerun Par Kar Len
Humko Doolat Nhe Piyar Ki Raha Chahiye
Sahir Nawaz
Copy
Raah-E-Ulfat
Raah-E-Ulfat Main Roshani Chahiye
Qurab Waloon Se Rebhari Chahiye
Na Dulat Chahiye Na Kuch Aur
Mujhko Dedaar Yaar Ka Aakhri Chahiye
ISHQ Ki Raah Main Sadmein To Milegein
Humko Bus Aap ki Khaatri Chahiye
Kaam Aa Jaye Dosto Ko Yaaroon Ko
Aisi Mola Se Zindagi Chahiye
Kehal Lafzon Ki Shairi Nahi Hai
Kuch Bulandi Ki Fikar Bhi Chahiye
Talb-E-Deed Hai Sahir Bhi
Usko Tera Dedaar Damyi Chahiye
Sahir Nawaz
Copy
Mera Khayal
Aik Ehsan Mujhe Par Ap Kar Dejiye
Mera Khayal Apne Dil Se Nekal Dijiye
Sahir Nawaz
Copy
Dil Ki Baat Hai Piyare
Dil Ki Baat Hai Piyare Laboon Pe Aayi Na Gayi
TumKo Chahte Thy Par Tumko Bataayi Na Gayi
Hamaara Zauq Bhi Daikho Hamara Piyar Bhi
Jaan Lootne Ka Andesha Tha Jaan Bachaai Na Gayi
Aik Ye Hi Khata Hai Jo Kabhi Hum Se Ho Na Saki
Zakham Piyaroon se Kiya Mile Shikwa Ayai Na Gayi
Hum Roo B Roo Howe The aAJ Khud Se Dosto
Jin Khatoon Pe Mujhe Ungli Uthaani Thi Uthi Na Gayi
Itne To Dushwar Na Thi Kabhi Muhabbat "Sahir"
Marte Waqt Us Ki Tasveer Aankhoon Se Bhooli Na Gayi
Sahir Nawaz
Copy
Hosh-O-Hawaash
Hosh-O-Hawaash Main Reh Kar Bhi Be Hosh Hoon
Kiya Aap Pochhte Ho Kyun Main Khamosh Hoon
Kisi Gunaah Ka Taswar Nahi Hai Mere Shaur Main
Phir Bhi Be Gunaahi Main Roo Posh Hun
Shayad Kisi Ko Aana Hai Jo Intzar Rehta Hai
Us K Aane K Liye Main ParJosh Hun
Saans Laine Ki Mohlat Nahi Milti Ghamoon Main
Zakham Andar K Hein Main Santosh Hoon
Gunaahgar Kahe Zamaana Uski Fikar Nahi Mujhe
Main Tu Apne Likhe Par Sahir Nardosh Hun
Sahir Nawaz
Copy
Tarha Tarha K Zakhm
Tarha Tarha K Zakhm Khaaye Hain Na
Is Jawaani K Morr Par Gham Paaye Hain Na
Chahte Thy Kuch Ban Jaana Hum Bhi
Aap Sab Daikho Kuch Ban Na Paye Hain Na
Har Kisi Ne Apna Keh Kar Chhorr Diya Hai
Phir Moala Tere Dar Par Sajda Karne Aaye Hain Na
Duniya Ko To Koi Taaluq Hi Nahi Humse
Kabhi Aap Bhi Dekhne Na Aaye Hain Na
Sadiyon Se Jo Vereen Parra Hai Mera Ghar
Usko Aabad Karne Main sahir Aapne Haath Na Uthaaye Hain Na
Sahir Nawaz
Copy
Ulfat Ky Jo Char Din
Ulfat Ky Jo Char Din Hain Aao Mil Kar Guzaren Hum
Phir Khuda Jane Kis Des Humko Bhe Jana Hai
Sahir Nawaz
Copy
Ay KHUDA Tu Janey Kahan Hai
Ay KHUDA Tu Janey Kahan Hai
Tere Jhan Main Pathar Khuda Hote Dakhy
Sahir Nawaz
Copy
Sadiun Ka Safar
Sadiun Ka Safar Pal Bhar Me Guzar Gaya'
Us Se Esy Lept Gaya Jisy Maar Gaya'
Hosh Kahan Kho Bethy Allah Janta Hai'
Manzal Ki Aas The Par Safar Me Dar Gaya'
Suna Hoga Ghum.E.Hayat Kisa Sitamgar Hai'
Sach Keh Raha Hun Ese Pa Kar Sawar Gaya'
Mere Baad Ye Zaror Veeran Hoga Daftar'
Main Jate Waqt K0i Acha Kam Kar Gaya'
Abke Duniya Tu Habryat Me Na Rahna'
Sahir Koi Wada Kar Ke Jan War Gaya'
Sahir Nawaz
Copy
Becharne Ka Dar Kaha Tha
Hann'saate Chale Loog Bichhrrne Ka Darr Kahaan Tha
Milte Thy Muskura K Rone Ka Dar Kahaan Tha
Kabhi Ye Guman Tak Na Aaye Baat Ki
Milte Thy Jin Se Unko Khone Ka Dar Kahaan Tha
Haqiqat Kon Janega Be_Rang Zinadgi Ki
Pal 2 Pal Raas Aaye Umar Gawaane Ka Dar Kahaan Tha
Tasveer Ka Rang Le Liya Meri Zindagi Ne "Sahir"
Ye Shaks Barra Mautbar Tha Marne Ka Dar Kahaan Tha
Sahir lashari
Copy
Mai Sochta Hun
Yeh Jo Arsh Pe Goonjti Hai Meri Saden
Mai Sochta Hun Q Nahe Sunta Rub Meri Dueen
Sahir nawaz
Copy
Mai Zara Kbhi Deer Se
Mai Zara Kbhi Deer Se Aaun Ghar
Mere Liye Udas Ho Jati Hai Maan
Sahir nawaz
Copy
Maa
Dekho Duniya Walo Es Hoti Hai Maan
Khud Rooti Hai Mujh Hansati Hai Maan
Sahir nawaz
Copy
Diya Jala Rekha Hai
Hawao'n Ney Bhutt Zoor Laga Rekha Hai
Aik Diya Hai Jo Dil Main Jala Rekha Hai
Jb Tum They Pass Waqt Ka Main Allama Tha
Tere Bad Har Shaeen Ko Bhula Rekha Hai
SaHir Lashari
Copy
Kiss Hasab Say
Hum Tumhain Duaa Den Kiss Hasab Say
Mubarak Ho Bhula Den Kiss Hasab Say
Chahte They Tum Ko Chahto'n Say, ,Sahir
Saba Ko Hum Gawa Den Kiss Hasab Say
Sahir lashari
Copy
Insha Jee Ki Yaad
Hanste Howe Chehroon Ko Rula Kar Na Jao Insha Jee
Apne Doston Ki Dharrkanoon Ko Hala Kar Na Jao Insha Jee
Dher Gaye Aik Darwaaze Pe Zanjeer Parri To Kiya Howa
Yaroon Ki Chukhhat Hamesha Chhor Kar Na Jao Insha Jee
Wo Maan Jaaye Gi Thori Nadan Hai Paglli Hai Teri Sajini
Us K Khaatir Apne Sheher Ko Chhorr Kar Na Jao Insha Jee
Zara Tum Socho To Sahi Daikho To Sahi Samjo To Sahi
Itne C Baat Pe Insha Jee Sab Ko Bhula Kar Na Jaao Insha Jee
Hanste Howe Chehroon Ko Rula Kar Na Jao Insha Jee
sahir lashari
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets