Setam Zari

PoetM.Riaz Asif Bhachar Submitted bymalik riaz asif bhachar
Text size

Main Zamany Ki Setam Zari Say Darta Hoon
Main Teri Berah Ravi Say Darta Hoon

Mojhy Na Kr Peyer Itna K Mian Apny Hosh Kho Bethon
 Main Mohabat Ki Saaza Kari Say Darta Hoon

 Jo Mojh Pay Guzray Hain Halat Bata Nahi Sakta
Main Zamany Ki Chara Gari Say Darta Hoon

Ab To Na Hosla Hy Na Himat Hy Mere Pas
Main Zamany Ki Afat Choti Bari Say Darta Hoon

 Jis Ki Khater Tum Ny Mojhy Chora Hy RIAZ
 Main To Us Ajnabi Say Darta Hoon

Related tags on Parveen Shakir poetry

More General Poetry

Copied