Kahin Andher To Kahin Sham Hogi
Meri Har Khushi Tere Naam Hogi
Kuch Maang K To Dekh A Mere Dost
Hontoon Pay Hansi Aur Hatheli Pe Jaan Hogi
Kaun Kehta Hai Dost Ki Tumse Humari Judaai Hogi
Yeh Afwaah Zaroor Kissi Dushman Ne Uraayi Hogi
Shaan Se Rahenge Tumahre Dil Mein Hum
Itne Dino Mein Kuch Toh Jagah Banayi Hogi
Kaun Hai Apna Aur Kaun Paraya In Sab Mein Kyon Uljhe
Khud Hi Khud Ki Phikr Kar Pehle Khud Ko Toh Apna Samjhe.
Khud Se Khud Ki Zindagi Na Sudhri Toh Dusron Ko De Laat
Aaja Aaj Hi Thaan Le Yeh Ki Karna Hai Kismat Se Do Do Haath.
Dukh Ki Raat No Hogi Kahin Aisi Sabera Na Zindagi Mein Hogi
Khud Hi Khud Mein Viswas Bhar De Phir Kabhi Na Haar Hogi