Sultan E Beneyaz Ka Kya Kya Usool Tha
Aksar Gareeb E Shehar Par Gam Ka Nazool Tha
Voh Din Guzar Gaye Ke Mere Jaan Mere Leye
Lala Khabi Lahoo Tha Khabi Zakm Phool Tha
Tark E Taallukat Main Hum Ne Pehel Na Ke
Yeh Mosum E Firaq Usse Be Kabool Tha
Jalwa Dekha Gaya Jo Muhazzib Ajeeb Tha
Voh Shakas Aaj Khud Sar E Mehfil Malool Tha
Phir Koun Apne Dard Ko PASHA Samagh Sakha
Apna Kise Se Hall Na Kehna Fazool Tha