Suna Hai Uss Ne Bazam-E Yaran
Poet: muhammad Ramzan NAJMI By: muhammad Ramzan NAJMI , jandanwala.bhakkarSuna Hai Uss Ne Bazam-E Yaran Sajayi Hui Hai
Bena Parwane K He Shama Jalayi Hui Hai
Jao Keh Do Usse Mujhe Yun Ruswa Na Karen
Najmi Ne To Ye Izat Bari Mushkal Se Kamayi Hui Hai
More Sad Poetry






