Tere Khayal Mein

PoetWaqas Bhutt Submitted byWaqas Bhutt
Text size

Tere Khayal Mein Raat Guzar Jati Hai
Bebasi K Haal Mein Raat Guzar Jati Hai

Tu Mujhe Yaad Karta Hai K Nahi
Issi Sawal Mein Raat Guzar Jati Hai

Tere Chehry Ka Aks Zehan Mein Bantay Hai
Taswar-E-Hilal Mein Raat Guzar Jati Hai

Tumhein Chand Kahon Yah Chand Jesa Kahon
Sochon K Jaal Mein Raat Guzar Jati Hai

Kash K Tu Har Waqt Mere Sath Rahy
Khuwish-E-Kamal Mein Raat Guzar Jati Hai

Baghair Qismat K Kuch Bhi Nahi Milta
Bus Issi Malal Mein Raat Guzar Jati Hai

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied