Tu Anjan Hain Iss Shehr Main

Poetzaman farooqi Submitted byzaman farooqi
Text size

Tu Anjan Hain Iss Shehr Main
Tu Baatain Sab Ko Na Bataya Kar

Tu Na Waqif Hain Inn Logo Say
Apni Muhabat K Qisay Na Sunaya Kar

Log Waqat Beetaanay Lage Hain Teri Masoom Baatoh Say
Apni Saadgi Ko Sab K Saamne Tu U Na Laya Kar

Sang Uthane Say Guraiz Bhi Nahi Karain Gain Yay Log
Teri Rawad Sun Kar Tere Dil Say Khaile Gain Yay Log

Farooqi Tu Aur Apne Dil Ko Na Dukhaya Kar
Apni Saadgi Ka Janaza Bahre Bazar Na Uthaya Kar
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

More Life Poetry

Copied