Wo Shaks Zindagi K Tabeebo Sa Maloom Hota Hain
Text size
Koi Jaanta Nahi Muskurahat Ki Waja
Har Shaks Kush Daikh Kar Mehfoz Hota Hain
Kitne Dukho Ko Naiya Paar Laga Kar
Phir Bhi Dukho Say Chor Hota Hain
Chahy Usay Koi Jaan Na Paaiy Farooqi
Wo Shaks Zindagi K Tabeebo Sa Maloom Hota Hain