Tum Na Samj Paaoge

Poet Submitted byMohammad azaan
Text size

Tum Na Samj Paaoge Ye Tanhaaio'n Ka Zaher Kesa Hai
Jism O Jaan Ko Chalni Krta Haan Soon'o Ye Aesa Hai

Mai Jo Bichar Kr Aaj Bhi Tum Se Zinda Hu To Kesay
Ghut Kr Jeena Bhi Mujh Se Teri Chaahto'n Ka Taqaza Raheta Hai

Meri In Muskrahto'n Ko Na Samj Mery Dil Ki Khushi
Meri Aankho'n Mai Aansoon Ka Ak Samundr Raheta Hai

Tabha Is Piyar Ki Raahen Fana Is Ishq Ki Mazlil
Sub Kuch Luta Kr Dil Ko Chaahto'n Mai Fakhr Raheta Hai

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied