Tum Se Pyar Krnee Ka Yehi Anjaam
Poet: ABRAR AHMAD BARII" By: ABRAR KIYANI, MULTANTum Se Pyar Krnee Ka Yehi Anjaam Hona Tha
 Mjhe Nakam Hona Tha Mjhe Bdnaam Hona Tha
 Soo Ham Phir Nakaam O Bdnaam Ho Hi Gay
 Zindgi Ki Uljhnoon Main Khoo Bhi Gay
 Par Q Jese Hi Ye Shaam Hoti Hai
 Aansoon Ki Harr Larri, Tumharee Naam Hoti Hai
 Q Aey The Meri Zndgi Main Jab Tum Ko Wapas Hi Janaa Tha
 Tha Maaloom Tum Ko Pehle Hi , Nhi Koi Mera Thikanaa Thaa
 Kaha Krtay The Abrar, Ham Kahin Par Bhi Reh Len Geey
 Jali Katti Bataen Logon Ki Sun Kr Bhi Seh Len Geey
 Kia Hoaa Phir Janaa, Jo Lehjaa Tera Badal Gay
 Itna Hi Pyar Tha , Jo Do, Chaar Din Main Nikal Gaya
 Kahan Ho Tum ,Tumhain Ab Bhi Yaad Krtee Hn
 Tumhari Yadoon Se Tnhaaian Abaad Krte Hn
 Kahin Se Aa Jao Tumhain Znjeer Kr Lon Main
 Jo Dekhe Khuab Hain Unhain Tabeer Kr Ln Main
 Sunoo Jab Bhi Tum Loot K Aoo Gi 
 Hamain Apnaa Hi Paaoo Gii
 Magar Kab Tum Ko Aana Hai
 Tum Ne To Kisi Or Ko Hi Panaa Hai
 Wohi Jisko Nhi Fikar Tumhari Hai
 Oh Jo Pyar K Jzbee Se Hi Aarii Hai
 Rehte Hn, Dil Main Dil K Armaan 
 Sach Kehte Hn Danaa Insaan
 Kab Milta Hai Yahan Koi Kisi Ko
 Sab Jhoi Batin Hain Sach Hai Yehi To






