Wafa kar na saky

Poet: Samia Iqbal By: Samia Iqbal, Karachi

Wafa kar na saky

Tujhe hum utna pyr kr na saky
Tujhe tjhse chura kr hum tjhe apna kr na saky

Tujhe hum bepanah chah ke bhi tere dil ko lobha na saky
Tujhe apni nigah main basa ke teri nigah main apna aks basa na saky

Tujhe apni deed ka mehwar bana ke bhi tjhse wafa kar na saky

Rate it:
Views: 592
02 Apr, 2021